You are currently viewing C04-E20: Apney lafz me ab zaya nahi karti

C04-E20: Apney lafz me ab zaya nahi karti




Apney lafz me ab zaya nahi karti

Apney lafz me ab zaya nahi karti

Dil ki batein ab bataya nh krti


Wo aatey hen, kehte hen chaley jatey hain

Me izhaar-e-muhabbat ka jashn manaya nh krti


Zamaney ki talkhiyon ne krdiya youn bara

Me ghair ki baaton me ab aaya nahi krti


Zeher de kr arz se arsh pr bhejne walon se

Meethey bol bolti hun, me paraya nahi krti


Muhabbatein you tw bari rangeen hoti hain

Mazaq baney meri muhabbat, ye me gawaara nahi krti


Samajhte hen mujhe hai jahan k dukh

Me isi lye shair apne sunaya nahi krti


آصفہ حفیظ‎

 

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 4.2 / 5. Vote count: 6

No votes so far! Be the first to rate this post.

Urdu Poetry of Asfa Hafeez, ‏‏ Apney lafz me ab zaya nahi karti Urdu Poetry contest No 4. Its Asfa Hafeez first post/entry in the Urdu Poet contest. To read all Nazams, Ghazals, Sad Poetry, love poetry, Urdu ghazal, and more Shayari of Asfa Hafeez.

This Post Has One Comment

  1. Ieman ch

    Very nice Masha Allah❤
    Keep it up 👍

Leave a Reply